Hai Ishq e Mohammad(sawaw) Ka Dastoor Juda gaana (x2)
Jeene Ki alamat Hai Sarkar Pe Mar Jaana
Hai Ishq e Mohammad(sawaw) Ka Dastoor Juda gaana
Tai Kar Ke Yeh Nikla Hai Ghar Se Koi Deewana (x2)
Is Baar Madine Se Wapas Hi Nahi Aana
Jibril Se Bhi Aage Pohonche Hai Shab e Asra (x2)
Kaam Aagaya Zarron Ka qadmon se lipat jaana
Jaa Poch Le Adam(as) Se Mitti Hai Kharab Uski (x2)
Jis Ne Bhi Mohammad(sawaw) Ko Apna Sa Bashar Jana
Salman Ka Shaida Hun Behlol Ka aashiq Hun (x2)
Kehti Hai Mujhe Dunya Deewano Ka Deewana
Har Roz Hi Hoti Hai Aaqa Ki Sana Akbar (x2)
Har Roz Hi Hota Hai Jannat Me Mera Jaana
Hai Ishq e Mohammad(sawaw) ka dastoor juda gaana
|