Mujhe bhi Madinay bulaa meray maula
Mujhe bhi Madinay bulaa meray maula
Hamay bhi Madinay bula meray maula
Karam kee thajalee dikhaa meray maula
Hamay bhi Madinay bula meray maula
Karam kee thajalee dikhaa meray maula
Mujhe bhi Madinay bulaa meray maula
Karam kee thajalee dikhaa meray maula
Bohoth bay kararee kay alam main hoo main
Mayree bay kararee mitaa meray maula
Hamay bhi Madinay bula meray maula
Karam kee thajalee dikhaa meray maula
Nigahow say pinhaa jo manzil mayree hain
Kyoun majdhar may naow mayree pasee hain
Hatha oo kaa maraa bhi palay gaa sahil
gar abid kay dil may samaa meray maula
Hamay bhi Madinay bula meray maula
Karam kee thajalee dikhaa meray maula
Mujey bi Madiney bula merey maula
Karam ki thajali dikha merey maula
Bohoth bekarari key alaam mey hu mey
Meri bekarari mita merey maula
Sunaah hai Madina karam hi karam hai
Thu rakhtha jahan mey sabhi ka bharam hai
Thujey vasthaa therey pyarey Nabi ka
Meri bhigari aab thow bana merey maula
Jisey thuney chaha mey uspey fidha hu
Mey Therey Muhammad key Dhar ka ghada hu
Thujey vaastha syeda Fatimah ka
Mujey har balah sey bacha merey maula
|